i am owner of this blog. with this blog i am trying to give information, knowlage and give support to whom who want to learn the mass communication . i know that this is not a big step but i am just thinking that if 10 persons take steps on it on my motivation my work ill gone up 10 time faster. so this is my thinking good or bad you batter know. a hatke thinking
Wednesday, February 24, 2010
hindu means indian
aaj hamare desh ko kitni hi samasyao se jujhna pad raha hai unme se ek hai dharmik kattar panth. aaj hamare desh me kuch ese shararti tattav hai jo nahi chate ki bharat ek samridh desh bane aur shayad vo log isme kamyaab bhi ho jai magar unko rokne ke liye hume apne star par kadam uthane ki awashakta hai.hum sochte hai ki sarkar hamareliye har kaam kare magar ye kahte hue wo log bhul jate hai ki sarkar yadi ek ek wyakti ke liye alag alag kaam karegi to kooi bhi yojna desh vyapi nahi ho sakti.hum desh me dharmik kattarpanth ki baat karrahe hai to ye batana chaunga ki hum ek swatantra desh me rah rahe haihume anpe mann ke vicharo ko wyakt karni ki ajadi hai.dharm ke nam pe jo dange hote hai uske jimmedar tattvo ka na to koi dharm hai na imman. wo to bu apna fayda dekhte hai.unhe pata hai jis din sabhi dharmo ke log dharm se uper uth kar hundustani baneinge us din bharat ko rokne wali koi shAKTI nahi hogi. to aeo aaj hum kasam khate hai ki aaj se hum hindustani banne ki oor age badhe.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment